A product byShop Online Products
Songaro · Personalised song gift

Unka naam. Aapki yaadein. Ek gaana sirf unke liye.

Aap humein unka naam aur apni kahani batao. Songaro unke liye ek original gaana banata hai jisme unka naam gaaya jaata hai, aur 30 minute mein aapke WhatsApp pe bhej deta hai.

Abhi order karo, gaana 30 min tak WhatsApp pe
₹599₹1,49930 min delivery
Sample songs

Suno, Songaro gaane kaise lagte hain

Har gaane mein us insaan ka naam gaaya gaya hai. Play dabao.

Kaise kaam karta hai

3 steps, 30 minute

✍️

Unke baare mein batao

Naam ya pyaar ka naam, rishta aur occasion chuno.

💭

Apni yaadein likho

Pehli mulaqat, unki aadatein, koi khaas pal. Mood aur singer bhi chun sakte ho.

📲

30 minute mein gaana

Payment ke baad gaana seedha aapke WhatsApp pe aa jaata hai.

Sawaal

Songaro ke baare mein

Songaro kya hai?

Songaro ek personalised song gift hai. Aap unka naam aur apni yaadein batate ho, aur unke liye ek original gaana banta hai jisme unka naam gaaya jaata hai.

Gaana kitne ka hai?

₹599. Order aur payment Songaro ke official page shoponlineproducts.store pe hota hai.

Gaana kitni der mein milega?

Payment ke baad 30 minute ke andar gaana aapke WhatsApp pe aa jaata hai.

Naam galat gaaya gaya to?

Usi WhatsApp chat pe batao, hum theek karke gaana dobara bhej denge.

₹599
30 min mein WhatsApp pe
Order Now